YEH DIL AASHIQANA

Yeh dil aashiqaana yeh dil aashiqaana

  • Yeh dil aashiqaana yeh dil aashiqaana
  • Yeh dil aashiqaana yeh dil
  • Yeh dil aashiqaana yeh dil aashiqaana
  • Yeh dil aashiqaana yeh dil
  • Diljalon ka hai yeh thikaana
  • Yeh mohabbat ka hai deewana
  • Aake is mein phir tum na jaana ho
  • Yeh dil aashiqaana yeh dil aashiqaana
  • Yeh dil aashiqaana yeh dil
  • Diljalon ka hai yeh thikaana
  • Yeh mohabbat ka hai deewana
  • Aake is mein phir tum na jaana ho
  • Yeh dil aashiqaana yeh dil aashiqaana
  • Yeh dil aashiqaana yeh dil
  • Yeh kisi ki nazar ka aashiq
  • Yeh kisi ke labon ka pyaasa
  • Yeh sharaarat kare na maane
  • Kehna na maane zara sa
  • Beqaraari le chain deke
  • Raat bhar jaage aur jagaaye
  • Yeh chalaaye kisi pe jaadu
  • Dhadkan kisi ki badhaaye
  • Yeh paagal puraana yeh dil aashiqaana
  • Yeh dil aashiqaana yeh dil
  • Yeh dil aashiqaana yeh dil aashiqaana
  • Yeh dil aashiqaana yeh dil
  • Yeh to premi hai bhola bhala
  • Jo isse chaahe uska hole
  • Yeh na maange phoolon ka bistar
  • Dilbar ki baahon mein so le
  • Saari baatein aankhon se keh de
  • Yeh kabhi na zubaan khole
  • Ho kabhi jo ho dard koi
  • Tanhaai mein jaake ro le
  • Kare dostaana yeh dil aashiqaana
  • Yeh dil aashiqaana yeh dil
  • Yeh dil aashiqaana yeh dil aashiqaana
  • Yeh dil aashiqaana yeh dil
  • Diljalon ka hai yeh thikaana
  • Yeh mohabbat ka hai deewana
  • Aake is mein phir tum na jaana
  • Yeh dil aashiqaana yeh dil aashiqaana
  • Yeh dil aashiqaana yeh dil
  • Yeh dil aashiqaana yeh dil aashiqaana
  • Yeh dil aashiqaana yeh dil
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
SALKOMSEL 😎

43 24 1

7-16 20:04 realmeRMX3231

Quà

Tổng: 0 193

Bình luận 24