Sona Nahi Na Sahi

Sona nahi na sahi

  • Sona nahi na sahi
  • Chaandi nahi na sahi
  • Fikar kya hai main
  • Hoon na tere liye
  • Sona nahi na sahi
  • Chaandi nahi na sahi
  • Fikar kya hai main
  • Hoon na tere liye
  • Sona nahi na sahi
  • Chaandi nahi na sahi
  • Fikar kya hai main
  • Hoon na tere liye
  • O magar jag mein meri
  • Jaan koyi dil ki tamanna
  • Mohabbat ke siwa bhi
  • Hai mere liye tere mere liye
  • Sona nahi chaandi nahi
  • Magar jag mein meri jaan
  • Koyi dil ki
  • Tamanna
  • Mohabbat ke siwa nahi
  • Tere liye
  • Tere tere liye
  • Pyaar main hoon
  • Pyaar tu hai maan ja o dilruba
  • Saare jag mein
  • Kuch nahi hai
  • Ek tere mere siwa
  • Maanta hoon sanam
  • Pyaar hi hai zindagi
  • Kya karoon dil mein thi
  • Baat koyi aur hi
  • Are jo bhi hai woh sab galat hai
  • Maan jaa o dilruba
  • Saare jag mein
  • Kuch nahi hai
  • Ek tere mere siwa
  • Are chalo maana bahes kya hai
  • Mohbaat hi sach hai yaar
  • Karoge tum
  • Haan karoge tum sajan mujhse
  • Karogi main tum se pyaar
  • Chalo sona nahi na sahi
  • Chaandi nahi na sahi
  • Fikar kya hai tu hain na
  • Mere liye hain na mere liye
  • Sajan sunna
  • Jaane tammnna
  • Sajan sunna jaane tammnna
  • Tere liye
  • Sona nahi chaandi nahi
  • Sona nahi na sahi
  • Chaandi nahi na sahi
  • Fikar kya hai main
  • Hoon na tere liye
  • Oo ooh
  • Tirchi nazron se na dekho
  • Aashiq e dilgir ko
  • Kaise teer andaz ho
  • Sidha to kar lo teer ko
  • Woh bada tej hai
  • Jo deewana hai mera
  • Hoon usiki shikaar
  • Jo nishaana hai mera
  • To kholo zulfe inki
  • Khushboo se mahek jaoon zara
  • Gore tan ki chandni se
  • Phir chamk jaaon zara
  • Chalo do pal hum ek duje
  • Mein kho jaaye is tarah
  • Bahut din ke taraste lab
  • Lipat jaaye jis tarah
  • Sajan sunna
  • Jaane tammnna
  • Sajan sunna jaane tammnna
  • Tere liye
  • Sona nahi na sahi
  • Chaandi nahi na sahi
  • Sona nahi na sahi
  • Chaandi nahi na sahi
  • Sona nahi aah aah
  • Chaandi nahi aah aah
  • Sona nahi aah aah
  • Chaandi nahi aah
00:00
-00:00
View song details
syank😍🦂💘🐬👩‍❤️‍👨

23 12 4728

7-7 22:53 samsungSM-A032F

Gifts

Total: 1 4

Comments 12