Aankh Hai Bhari Bhari(Duet Version|From "Tum Se Achcha Kaun Hai")

Aankh hai bhari bhari aur tum

  • Aankh hai bhari bhari aur tum
  • Muskurane ki baat karte ho
  • Aankh hai bhari bhari aur tum
  • Muskurane ki baat karte ho
  • Zindagi khafa khafa aur tum
  • Dil lagane ki baat karte ho
  • Aankh hai bhari bhari aur tum
  • Muskurane ki baat karte ho
  • Mere halat aise hain ki mai kuchh kar nahi sakta
  • Mere halat aise hain ki mai kuchh kar nahi sakta
  • Tadapta hai dil lekin ye aahein bhar nahi sakta
  • Zakham hai hara hara aur tum
  • Chot khane ki baat karte ho
  • Zindagi khafa khafa aur tum
  • Dil lagane ki baat karte ho
  • Aankh hai bhari bhari aur tum
  • Muskurane ki baat karte ho
  • Zamane mein bhala kaise muhabbat log karte hain
  • Zamane mein bhala kaise muhabbat log karte hain
  • Wafa ke naam ki ab to shiqayat log karte hain
  • Aav hai bujhi bujhi aur tum
  • Lau jalane kj baat karte ho
  • Zindagi khafa khafa aur tum
  • Dil lagane ki baat karte ho
  • Aankh hai bhari bhari aur tum
  • Muskuranr ki baat karte ho
  • Kabhi jo khwab dekha to mili parchhaiyan mujhko
  • Kabhi jo khwab dekha to mili parchhaiyan mujhko
  • Mujhe mehfil ki khwahish thi mili tanhaiyan mujhko
  • Har taraf dhuaan dhuaan aur tum
  • Aashiyane ki baat karte ho
  • Zindagi khafa khafa aur tum
  • Dil lagane ki baat karte ho
  • Aankh hai bhari bhari aur tum
  • Muskurane ki baat karte ho
  • Hmmm hmmmm
  • Hmmm
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Mari dengar solo saya!

55 5 1

2022-12-19 16:38 vivo 1906

Tangga lagu hadiah

Total: 0 8

Komentar 5

  • Hafis Hafis 2022-12-19 17:41

    🧑‍🎤❤

  • F.RIDA 2022-12-19 18:59

    Akhirnya anda memuat naik lagu!

  • Chew Kim 2022-12-20 21:28

    💌 😍😍bestt layanz

  • Salinas 3395 2022-12-21 22:29

    slmt mlm trma ksh iya sdi mendgar lgu yg sy nyayikn so maaf iya sbb X brape faham cuma hibur je sbb boss🏎😁😁😁😁

  • Debby Yong 2022-12-23 21:32

    Wau sukakannya