Kyaa Dil Ne Kahaa

Kya dil ne kaha

  • Kya dil ne kaha
  • Kya dil ne kaha kya tumne suna
  • Palke jhuki hai saanse ruki hai
  • Koi hame pukare
  • Anjani raahe thame hai baahe
  • Ham hi nahi hamare oh yara
  • Kya dil ne kaha kya tumne suna
  • Kya dil ne kaha kya tumne suna
  • Milate bichhadte yu chalte chalte
  • Ham ho gaye tumhare
  • Kaisa asar hai ham bekhabar hai
  • Badle hai ye sitare oh yara
  • Kya dil ne kaha kya tumne suna
  • Kya dil ne kaha kya tumne suna
  • Tanha tanha jite the khud se baate karte the
  • Tum sa koi mil jayega dil pe likhte rehte the
  • Tanha tanha jite the khud se baate karte the
  • Tum sa koi mil jayega dil pe likhte rehte the
  • Dil pe ye likhte rehte the
  • Najare churana lage suhana bali umar hai jana
  • Oh yara kya dil ne kaha kya tumne suna
  • Jo dil ne kaha ha maine suna
  • Oh mai to bhanwra hu sorry kaliyo ki karta chori
  • Bandhe kyun prit ki dori rehne de thodi duri
  • Mai to bhanwra hu sorry kaliyo ki karta chori
  • Baandhe kyun prit ki dori rehne de thodi duri
  • Rehne de thodi si duri
  • Are teri to jane maine hai baandhe
  • Saato janam ke dhage
  • Oh yara kya dil ne kaha kya tumne suna
  • Jo dil ne kaha ha maine suna
  • Palke jhuki hai saanse ruki hai koi hame pukare
  • Anjani raahe thame hai baahe ham hi nahi hamare
  • Oh yara kya dil ne kaha kya tumne suna
  • Jo dil ne kaha ha maine suna
00:00
-00:00
查看作品詳情
haa ku....krang mntaf🙏

98 6 1

2022-3-24 16:20 samsungSM-J415F

禮物榜

累計: 0 21

評論 6