Aayega Maza Ab Barsaat Ka

Aayega maza ab barsaat ka

  • Aayega maza ab barsaat ka
  • Teri meri dilkash mulakaat ka
  • Aayega maza ab barsaat ka
  • Teri meri dilkash mulakaat ka
  • Maine to sambhale rakha tha
  • Maine to sambhale rakha tha
  • Tune dekha to kata choot gaya
  • Yun ankhiyaan milake ankhiyon se
  • Yun ankhiyaan milake ankhiyon se
  • Pardesi mujhe tu loot gaya
  • Aaaa
  • Ek bheegi haseena kya kehna
  • Yauwan ka nageena kya kehna
  • Saawan ka manhina kya kehna
  • Baarish mein paseena kya kehna
  • Mere hoto pe angoor ka jo paani hai
  • Mere mehboob tere pyaas ki kahani hai
  • Jab gataon se boond zor se barasti hai
  • Tujhse milne ko teri jaaneman tarasti hai
  • Andaaz jo dekha zaalim ka
  • Andaaz jo dekha zaalim ka
  • Sabra ka bandh mere toot gaya
  • Yun ankhiyaan milake ankhiyon se
  • Yun ankhiyaan milake ankhiyon se
  • Pardesi mujhe tu loot gaya
  • Aaaa
  • Nazron mein chupale der na kar
  • Yeh doori mitale der na kar
  • Ab dil mein basale der na kar
  • Seene se lagale der na kar
  • Badi bechain hoon meri jaan main kal parso se
  • Haan mujhe intezaar is din ka barson se
  • Ab rokega to mein had se guzar jaaoongi
  • Hai tadpayega dildar to mar jaaoongi
  • Rehjaayenge pyaase hum dono
  • Rehjaayenge pyaase hum dono
  • Yeh mausam jo hum se ruth gaya
  • Maine to sambhale rakha tha
  • Maine to sambhale rakha tha
  • Tune dekha to kata choot gaya
  • Yun ankhiyaan milake ankhiyon se
  • Yun ankhiyaan milake ankhiyon se
  • Pardesi mujhe tu loot gaya
  • Aaaa
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Yuk duet bareng aku!

36 5 2250

12-3 15:08 OPPOCPH2473

Quà

Tổng: 2 521

Bình luận 5