TUJHE DEKHA TO YE JANA SANAM

Tujhe dekha to yeh jana sanam

  • Tujhe dekha to yeh jana sanam
  • Pyar hota hai deewana sanam
  • Tujhe dekha to yeh jana sanam
  • Tujhe dekha to yeh jana sanam
  • Pyar hota hai deewana sanam
  • Tujhe dekha to yeh jana sanam
  • Pyar hota hai deewana sanam
  • Ab yahan se kahan jaayein hum
  • Teri baahon mein mar jaayein hum
  • Tujhe dekha to yeh jana sanam
  • Pyar hota hai deewana sanam
  • Ab yahan se kahan jaayein hum
  • Teri baahon mein mar jaayein hum
  • Tujhe dekha to yeh jana sanam
  • Aankhein meri sapne tere
  • Dil mera yaadein teri
  • Ho mera hai kya
  • Sab kuchh tera
  • Jaan teri saansein teri
  • Meri aankhon mein aansoo tere aa gaye
  • Muskurane lage saare gham
  • Tujhe dekha to yeh jana sanam
  • Pyar hota hai deewana sanam
  • Ab yahan se kahan jaayein hum
  • Teri baahon mein mar jaayein hum
  • Tujhe dekha to yeh jana sanam
  • Yeh dil kahin lagta nahin
  • Kya kahoon main kya karoon
  • Haan tu saamne
  • Baithi rahe
  • Main tujhe dekha karoon
  • Tune aawaz di dekh main aa gayi
  • Pyar se hai badi kya kasam
  • Tujhe dekha to yeh jana sanam
  • Pyar hota hai deewana sanam
  • Tujhe dekha to yeh jana sanam
  • Pyar hota hai deewana sanam
  • Ab yahan se kahan jaayein hum
  • Teri baahon mein mar jaayein hum
  • Teri baahon mein mar jaayein hum
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

35 2 1

4-21 13:59 realmeRMX2185

Quà

Tổng: 0 20

Bình luận 2